Best Ghous Pak Quotes Images & Shayari Wishes Messages Do you want bhoot pak images and good messages then you have come to the right place, you will get everything from here and you can also take Dard Idea absolutely free of cost here and share whstsapp status
Ghous Pak Images

Tera mureed banna chahta hu ya ghouse pak apki ek nigaah ki baat hai
Ghous azam ne farmate hai main wo hoon jabtak kisi ko izazat nahi deta us waqt tak zaban par Mera naam nahi aata tab main chahta hoon tab logo par Mera naam aata hai
musa ali salam ne farmaya ya rasool Allah Meri ummad mein aisa koi vali nahi hai ye hai ghous pak ki shaan
Duniya mein bas itni chahat hai ghous pak ka mureed banu aur inke uppar unka naam lete zindagi guzaru
Ghous pak sab waliyon ke wali hai
ghous Pak Wishes Gyarvi

Khasam khuda ki na chodunga wasifa kabhi yaa jelanni Shainillah
Ya ghous almadad aab Hum apke mureed bangaye hai
Chedona log muje main ghous ka deewana hoon
Mere saath kabhi bura sochna bhi mat kyoo ki ek naam lu toh ghous ka saare dushman sudar jayinge
Bhardo jhooli ghous hamari bhi badi dhur se aaya hu
Ghous Pak Messages

Hame to ghous azam Dastagir ka gyarvi ka khana kabhi nahi chodte is me jo khane ka phir sal me ek bar milta hai ghous se azam ke mahina Hum sabko intezar hai
Mushkeel bade to yaad karo Dastagir ko Baghdad wale peer rane peer ko Yaa Ghous Al madad
Kabar me Farishte sawal karinge to main bas ghous ka naam lungs
Sare Tamam Qadri ko ghous azam mahina Mubarak ho
Dua karta hu haar koi apke mahine par gyarvi sharif par Pura mahina Ibadaton se guzar Jaye
Ghous Pak Shayari

Ghous se azam ka langar ka ek b Dana naseeb hua na to samjo wo bahut naseeb wale hai
Waliyon ke sardar hai mere Ghoshul wara
Wo chadar hai apki hai tammana meri khuda Kare bane Mera ye kafan
Chalo ashiq ko chalke ab dekhlo saja hai ye noor se chishti chamar ghous se azam
Tumho ho Maula ali ki Jaan mere Ghous ul wara
Ghous Pak Dp Status For Whatsapp

Sare Waliyon ke hai sultan mere ghous Ul Wara
Waliyon ke taj ho ya Sultan ho piya tumse Mila hai duniya ko qadri silsila peera peer ho ya Roshan zameer ho mile kya mile ho milgaye Hum ko Mustafa
Radba tumara saare zamane mein aya hai peerane peer tumse koi sakhi kaha hai bin mange kiya aata kardiya hai sathkah rasool ka jholi bhi bhar gayi kehta hai zamana yeh Ghous se azam Waliyon ke sardar
Mere pyaare grouse Azam Mujhe Hoshme me na Lana mera masla hai alag meri manzil hai alag main hu duniya se begana mujhe chedena na zamana main hoon ghous ka deewana
Ghous pak ka mureed banu aur inke uppar unka naam lete zindagi guzaru Khuda ke fazale karam se saya ghouse azam ka Hame dono Jahase hai Sahara ghouse azam ka